Get 10 Lakh Pension Per Month on 10,000 Rs SIP !!!

hindialert.in
4 Min Read

10 Lakh Pension Per Month Scheme

Bade Cities me ek परिवार का Monthly खर्चा लगभग 1 लाख रुपये के आसपास बैठ जाता है. कल्पना करें कि आने वाले 25-30 sal ke बाद यह खर्चा कितना होगा ?. आज हम mehnat kar sakte he.. kama sakte he ?, लेकिन जब हम Life ke Retirement Period me ayenge.. तो क्या उतनी भाग-दौड़ aur mehnat कर पाएंगे ?. निश्चित ही नहीं.

जिस तेजी से महंगाई बढ़ रही है, आने वाले दिनों में सपनों को पूरा करना तो दूर, Monthly ghar के खर्चे चलाना bhi मुश्किल हो जाएगा. इसके लिए हमें अभी से प्लानिंग करके चलनी होगी. अपने खर्चों पर लगाम लगाकर भविष्य की जरूरतों के लिए बचत करनी होगी.

Ye article me aap pura padhege ek aise plan ke bare me, jisse aap sirf 10,000 Rs per month Invest karke 10 Lakh per Month Pension pa sakte he.

Future की किसी भी economical needs को पूरा करने के लिए Mutual Fund में SIP sabse best option mana jata he. Ye Equity Investment ka sabse asan aur sahi tarika he.

Mutual Fund Investment से aap Regular Saving करके apne Future ki बड़ी economical needs को पूरा कर सकते हैं. अगर आप अच्छा Return चाहते हैं तो आपको Long Term के लिए Mutual Fund me Invest करना होगा. अगर कोई Investor Mutual Fund SIP में 30 sal या इससे अधिक समय के लिए निवेश करते हैं तो वह 16-20% का सालाना रिटर्न हासिल कर सकता है. Chaliye ab jante he wo plan ke bare me…. Uske liye apko niche diya gaya video dekhna hoga. Skip kar dijiye video ko aur 01:27 se dekhiye.

Iss video me apne dekha ki, aap 30 sal ki umra se Investment chalu kar rahe he aur monthly sirf 10,000 Rs ki SIP karate he. Sath hi me har sal apni SIP amount me 10% ka top up kar te he to 30 sal bad apke retirement ke time pe apke pas 13.18 Crores ka corpus jama ho jayega.

Hamne ye bhi dekha ki agar hum ye SIP ko sirf 1 sal ke liye fir se chalu rakhte he yani ki 30 sal ke bad 31 sal tak continue kar te he to corpus amount 15.3 Crores ho jata he. Yani har sal 2.2 Crores amount badh jata he apke corpus me.

दोस्तों ये होता हे कम्पाउंडिंग इंटरेस्ट का इफ़ेक्ट।

अब, सवाल यह है कि इस 13 करोड़ रुपये का इस्तेमाल अपने Retirement के बाद ki life को जीने के लिए कैसे किया जाए. Iske liye apke paas 2 option he.

1. Agar aap pura paisa ek sath me withdraw karte he to apko yaha pe Tax bharna padega. Sath me apke paise se ab aap kuchh return generate nahi kar payenge.

2. Dusra option he Systematic Withdrawal Plan yani ki SWP. Isse Aap apna investment ka 8-10% paisa har sal nikal k ek monthly income generate kar sakte he jo yaha pe hoti he takriban 1.2 Crs/Annum. Aur Monthly aap 10 Lakh ki income pa sakte he. Aur apka corpus amount bhi badhta rahega. यहाँ पर दोस्तों आपको हर साल म्यूच्यूअल फण्ड की इनकम पर up to १००,००० की छूट मिलती हे।  जिससे आपके टैक्स में सेविंग होती हे. 

Asha karta hu, aap ko ye article me achhi jankari mili hogi. Mere iss prayash ke liye article ko aap apne dosto ke sath share kar sakte he.. aur aise hi personal finance related articles & videos ke liye, mere sath meri youtube Channel ko subscribe kar dijiye.

Stay Healthy, Stay Invested. Jai Hind.

Share This Article
Leave a comment